ad

Showing posts with label Miss you. Show all posts
Showing posts with label Miss you. Show all posts

Thursday, 6 August 2015

‘आई मिस यू’

अंदाज-ऐ-प्यार तुम्हारी एक अदा है..
दूर हो हमसे तुम्हारी खता है..
दिल में बसी है एक प्यारी सी तस्वीर तुम्हारी..
जिस के नीचे ‘आई मिस यू’ लिखा है..

Thursday, 30 July 2015

Hum jeet naa sake ..

Hum jeet naa sake wo aisi shart lagane lage,
Humari aankho ko apni aankho se milane lage,
Jeet jate hum par humne apni palkein jhuka li,
Kyun ki unki palkon se aashoo jo aane lage…..

Khuda ka shukar hain ki,

Khuda ka shukar hain ki,
Aansoo Be-Raang hote hai,
Warna raato ko bheeg jane wali palke,
Naa jaane kitne raaz bayan kar deti….

pyar ek baar jarur hota hai..

Roz ye dil unki yaad me tadapta hain,
Par isme b chahat ka nasha hota hain,
Jitna chahe rok lo apne aapko lekin,
Zindagi me pyar ek baar jarur hota hai..

Monday, 23 June 2014

dost ke chehre per muskan jaorori hai…

Zindagi ke liye jaan zarori hai
Jeene ke liye arman zarori hai
Hamare pass chahe kitna gum hoo
Bus dost ke chehre per muskan jaorori hai…
http://www.msg-wala.com/

Monday, 12 May 2014

sahi raasta dikhlaana…

Ae dost zindagi bhar mujhse dosti nibhaana, 
dil ki koi bhi baat humse kabhi na chupaana, 
sath chalna mere tum dukh sukh mein 
bhatak jau mein jo kabhi sahi raasta dikhlaana…

Friday, 25 April 2014

awesome status,awesome sms,love sms, Miss you sms, Miss you, Love Quotes, LOVE, Ishq Shayari, Romantic shayari,Dard Bhari Shayari, Sad sms, sad shayari ,

Na muskurane ko jee chahta hai, 

Na aansoo bahane ko jee chahta hai, 

Likhun to kya likhun teri yaad mein, 

Bas tere pass laut aane ko jee chahta hai....

awesome status,awesome sms,love sms, Miss you sms, Miss you, Love Quotes, LOVE, Ishq Shayari, Romantic shayari,Dard Bhari Shayari, Sad sms, sad shayari ,

Woh to apni tanhaai ki khatir, fir se aa mile humse,


Hum nadaan ye samajh baithe ki, hamari duaon ka asar hai....

awesome status,awesome sms,love sms, Miss you sms, Miss you, Love Quotes, LOVE, Ishq Shayari, Romantic shayari,Dard Bhari Shayari, Sad sms, sad shayari ,

Teri mohabbat ke pyase the, isliye haath
faila diya humne, 

Warna hum to khud ki, zindagi ke liye bhi 
dua nahi karte..

awesome status,awesome sms,love sms, Miss you sms, Miss you, Love Quotes, LOVE, Ishq Shayari, Romantic shayari,Dard Bhari Shayari, Sad sms, sad shayari ,

Hum nadan the jo us ko apna humsafar samajh baithe,


Wo chalte to humare sath the, magar kisi aur ki talash mein..!!

awesome status,awesome sms,love sms, Miss you sms, Miss you, Love Quotes, LOVE, Ishq Shayari, Romantic shayari,Dard Bhari Shayari, Sad sms, sad shayari ,

Kaisi Beeti Raat Kissi Se Mat Kehna, 
Sapnon Wali Baat Kissi Se Mat Kehna, 
Kaisay Uthay Badaal Or Kahan Takray, 
Kaisi Hui Barsaat Kissi Se Mat Kehna....

love sms, Miss you sms, Miss you, Love Quotes, LOVE, Ishq Shayari, Romantic shayari,Dard Bhari Shayari, Sad sms, sad shayari ,awesome status,awesome sms

Woh Kehke Chale Itni Mulakat Bahut Hai,
 Maine Kaha Ruk Jao Abhi Raat Bahut Hai,
Aasoon Mere Tham Jaye To Phir Shauk Se Jana, Aise Me Kahan Jaoge Barsaat Bahut Hai....

Dard Bhari Shayari, love sms, Miss you sms, Miss you, Love Quotes, LOVE, Ishq Shayari, Romantic shayari, Sad sms, sad shayari,

Zindgi Ki Kashti Kab Lage Kaun Se Kinare,
Kab Kise Milengi Manchahi Bahare, 
Jeena To Padega Kaise Bhi Pyare,  
Kabhi Dosto Ki Bheed Me To Kabhi Tanhai Ke Sahare....

Dard Bhari Shayari, love sms, Miss you sms, Miss you, Love Quotes, LOVE, Ishq Shayari, Romantic shayari, Sad sms, sad shayari,

Dil Juda Hai Tere Dil Ke Saath Mera, 
Zarurat Hi Nahi Tujhko Kuch Samjhaane Ki, 
Aisi Baatein
Sare aam Na Kiya Karo Kahin Nazar Na Lag Jaye Is Kambakht Zamane Ki.

Thursday, 24 April 2014

Dard Bhari Shayari, love sms, Miss you sms, Miss you, Love Quotes, LOVE, Ishq Shayari, Romantic shayari, Sad sms, sad shayari,

Aaj Ki Raat Bahut Khubsurat Nazar Aati Ho, 
Door Ho Itni
Magar Kareeb Nazar Aati Ho,
Dekh Kar Khud Ko Tum Khudse SHarma Jao,
Aisi Tum Chaand Ki Chandni Nazar Aati Ho..

Dard Bhari Shayari, love sms, Miss you sms, Miss you, Love Quotes, LOVE, Ishq Shayari, Romantic shayari, Sad sms, sad shayari,

Mushkilen Dil K Irade Aazmayen Gi
Nigahon Se Khuwabon K Parde Hataye Gi
Gir Kar Kabhi Himat Na Harna
Yehi Thokren Tumhain Zindagi Main Chalna Sikhayen Gi…


Dard Bhari Shayari, love sms, Miss you sms, Miss you, Love Quotes, LOVE, Ishq Shayari, Romantic shayari, Sad sms, sad shayari, 

Thursday, 20 February 2014

tumhe kya pasand hai..

Uss ne mujh se poochha ki,
sabse zyada tumhe kya pasand hai...
.
.
.
main bahut der tak dekhta raha usse....
ye sochkar ki.
khud jawab hokar usne mujhse sawal kyun kiya!!

Wednesday, 15 January 2014

Maaf Karna Mil Nahi Pate Aapse!!!!


Yaadon Ka Yeh Karwan Hamesha Rahega.,
Dur Hote Hue Bhi Pyaar Wohi Rahega.
Maaf Karna Mil Nahi Pate Aapse,
Magar Yakeen Rakhna In Aankhon Me Intezaar Wohi Rahega..